JOYSO™ Sparkling Teddy Bear for Gift
JOYSO™ Sparkling Teddy Bear for Gift
Couldn't load pickup availability
-
Ordered
- - -
Order Ready
- - -
Delivered
JOYSO™ Sparkling Teddy Bear for Gift
JOYSO™ Sequin Teddy Bear For Gift - Random Color
Pyar, dosti aur khushi ka sab se pyara izhar — ek chamakdar teddy ke saath!
Ye teddy sirf ek khilona nahi hai, ye ek feeling hai. Upar se neechay tak is par chote chote sparkling sequins lage hain jo light mein chamakte hain aur dekhne wale ka dil jeet lete hain. Iske gale mein premium black satin ribbon laga hua hai jo isko aur bhi classy aur gift-worthy bana deta hai.
Aapko ye teddy ek premium transparent gift box mein milega, jisme teddy bilkul saaf nazar aata hai aur gift dene ke liye alag se packing ki koi zaroorat nahi parti. Box ko dekh kar hi samne wale ko pata chal jata hai ke gift kitne pyar se choose kiya gaya hai.
Ye teddy 2 beautiful colors mein aata hai:
- Orange / Gold Sequin - Garam, bright aur khushiyon bhara color
- Purple Sequin - Soft, royal aur pyara color
Color random bheja jayega, jo stock mein available hoga. Dono colors hi itne pyare hain ke jo bhi milega, pasand zaroor ayega.
Kyun Ye Teddy Best Hai:
- Sparkling Sequin Design - Light mein chamakne wala premium look
- Premium Transparent Gift Box - Gift ready, koi extra packing nahi chahiye
- Same Size Dono Colors - Har color mein same premium quality
- Soft & Cute - Dekhne mein pyara, haath mein naram
- Perfect For Gift & Decor - Room mein rakho to decor bhi lagta hai
Kis Ko Gift Dein:
- Birthday par best friend ko
- Anniversary par wife / girlfriend ko
- Valentine Day par apne pyar ko
- Eid par bachi ko
- Friendship Day, Bridal Shower, Baby Shower par
- Kisi ko sorry bolna ho ya manana ho to ye teddy sab se acha kaam karega

Everything You Need
Loved By Everyone
-
★★★★★
"Third order from Joyso and zero complaints. The kind of store you keep coming back to."
Nadia M., Sialkot
-
★★★★★
"The products are unique, the service is fast. Best shopping experience I've had online."
Hassan M., Karachi
-
★★★★★
"Finally a store that actually delivers what it promises. Best decision following them."
Sana R., Karachi